Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMera Pyaar
HomeMera Pyaar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar hum dono beqraar aankhon mein intezaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar hum dono beqraar aankhon mein intezaar mera pyaar shalimar ho tera pyaar shalimar ye jisko mil jaaye uska dil khil jaaye ye jisko mil jaaye uska dil khil jaaye aa jaaye zindagi pe bahaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar ye pathar le doobi ye jaane mehboobi ye pathar le doobi ye jaane mehboobi har koi jis ka kharidaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar hum dono beqraar aankhon mein intezaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar mera pyaar shalimar ru ru ru ru ru ru haan haa turu ru turu
mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi
mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do thukraane se pehle mujhko lauta do woh preet ki baaten meri hansi mastiyaan meri lauta do woh chaandni raatein mere sapnon ko lauta do mera toota dil lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do maine jisko jeevan samjha tumne uss ki hansi udaayi dikha dikha phoolon ke sapne mujhko kaanton ki raah bataayi mera apnapan lauta do mere geet mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do
mera pyaar mujhse rootha o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota jab do kadam manzil rahi saathi ka saath chhoota o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota duniya mein do premi milne hi nahin paate hain milne hi nahin paate hain duniya mein do premi milne hi nahin paate hain milne hi nahin paate hain ye zamaana ye chaahat badle se nazar aate hain badle se nazar aate hain ya pyaar hi hota nahin ya har premi jootha o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota koi poochhe qismat se sab kuchh humse kyun chheena sab kuchh humse kyun chheena koi poochhe qismat se sab kuchh humse kyun chheena sab kuchh humse kyun chheena ek jaisa lagta hai kya marna aur kya jeena kya marna aur kya jeena khuli aankh to khuli reh gayi kahaan jaake khwaab toota o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota jab do kadam manzil rahi saathi ka saath chhoota o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota
aaa aaaaa aaaa aaaa mera pyaar mera pyaar tadapta hai mere dil ki kali murjhaayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai maine bahaar maangi thi angaar ban gayi duniya do din ka pyaar maanga tha deewaar ban gayi duniya singaar singaar takta hai sapnon ki aankh bhar aayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai jab unse milan hua tha unse jab aankh ladi thi maine na kisi se puchha jaane wo kaisi ghadi thi mera baag mera baag ujadta hai maali ne nazar phiraayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai
main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare inn aankhon mein chhalakta hai mera pyaar tera pyaar kahin tujh mein dhadakta hai mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare thoda sa mera hai thoda tumhaara mila jula sa yeh khwaab humaara ek meethi dhunn sunaayi de rahi hai aaj kal hans ke saare ghum humaare dega khushiyon mein badal mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare koi nahin sau saal jiyaa hai pyaar magar kaayam rehta hai dhoop khushboo aur hawaayein banke ye reh jaayega baad apne bhi humaare ye jahaan mehkaayega mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare
mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai zamaana to karvat badlta rahega naye zindagi ke taraane banenge mitegi na lekin muhabbat humari mitane ke sau sau bahaane banenge haqeeqat hamesha haqeeqat rahegi kabhi bhi na iska fasaana banega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai tumhen chheen le meri baahon se koi mera pyaar yun besahaara nahin hai tumhara badan chandani aa ke chhoo le mere dil ko ye bhi gawara nahin hai khuda bhi agar tumse aa ke mile to tumhari kasam hai mera dil jalega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai
mera pyaar hai bhool bhulaiya bhulaiya bhulaiya bhulaiya mera pyaar hai bhool bhulaiya bhulaiya bhulaiya mujhe dundh le aa kar saiyaan ho mera pyaar hai bhool bhulaiya mujhe dundh le aa kar saiyaan o mera pyaar hai bhool bhulaiya main chhup chhup chhup jaaun re chhup jaaun tere haath na main aaun yahaan aao tere tan se tere man se mere kitne rishte tere tan se tere man se mere kitne rishte tu kya samjhe kaun hoon main ye samajh na paaye farishte ye samajh na paaye farishte kabhi dhoop banun kabhi chhainya ho mera pyaar hai bhool bhulaiya kabhi dhoop banun kabhi chhainya o mera pyaar hai bhool bhulaiya main chhup chhup chhup jaaun re chhup jaaun tere haath na main aaun nahin dhundh paaye na meri choodi jab bhi chhanke tujhko paas bulaaye meri choodi jab bhi chhanke tujhko paas bulaaye meri saanson ki khushboo ne kitne deep jalaaye kitne hi deep jalaaye tu kab samjhega re sainya o mera pyaar hai bhool bhulaiya tu kab samjhega re sainya o mera pyaar hai bhool bhulaiya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Pyaar Shalimar (1978) 04:56 18043
 
Poster of Shalimar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman, Rex Harrison
Duration : 04:56   Song Number : 18043   

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Mera Pyaar Mujhe Lauta Do Talat Mahmood 03:24 36360
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:24   Song Number : 36360   

Mera Pyaar Mujhse Rootha Kalakaar (1983) 04:20 39105
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar, Manoj Kumar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sridevi, Kunal Goswami
Duration : 04:20   Song Number : 39105   

Mera Pyaar Tadapta Hai Amar Jyoti (1967) 03:22 39954
 
Poster of Amar Jyoti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:22   Song Number : 39954   

Mera Pyaar Tera Pyaar Jalebi (2018) 04:37 14026
 
Poster of Jalebi (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Varun Mitra, Rhea Chakraborty
Duration : 04:37   Song Number : 14026   

Mera Pyaar Wo Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:14 14435
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sharmila Tagore
Duration : 04:14   Song Number : 14435   

Mera Pyar Hai Bhool Bhulaiyan Memsaab (1971) 04:52 18256
 
Poster of Memsaab (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Sonik Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:52   Song Number : 18256